30 Motivational Quotes | Poetry Quotes in Urdu | Best Life Quotes in Urdu | - world poetry 4 you
جن میں تنہا چلنے کے حوصلے ہوتے ہیں
ایک دن انہی کے پیچھے قافلے ہوتے ہیں
Jin Main Tanha Chalne Ke Hosle Hote Hain
Aik Din Unhi Ke Piche Qafle Hote Hain
----------•••---------
آگ لگانے والوں
کو کہاں خبر
رخ ہواؤں نے بدلہ تو
خاک وہ بھی ہونگے
Agg Lagane Walon
Ko Kahan Khabr
Rukh Hawaon Ne Badla Toh
Khaak Wo Bhi Hongy
----------•••---------کچھ لوگ مسکراہٹیں بکھیر کر بھی
یہ احساس نہیں ہونے دیتے کہ
وہ اندر سے مر چکے ہیں
Kuch Log Muskrahten Bkhair Kar Bhi
Yeh Ehsas Nahi Hone Dete K
Wo Andr Se Marr Chuke Hain
----------•••---------
زندگی ایک بار ملتی ہے
سراسر غلط تصور ہے
زندگی تو ہر روز ملتی ہے
دراصل موت صرف ایک بار ملتی ہے
Zindagi Aik Bar Milti Hai
Sira Sar Galt Taswar Hai
Zindagi Toh Har Rozz Milti Hai
Dar Assal Moot Sirf Aik Bar Milti Hai
----------•••---------
انسان غیروں سے ملی عزت
اور اپنوں سے ملی ذلت کبھی نہیں بھولتا
Insan Gairon Se Mili Izzat
Aur Apno Se Mili Zillat Kabhi Nahi Bholta
----------•••---------
خود پر یقین ہونا چاہیے
سہارے ہی تو بے سہارا کرتے ہیں
Khud Par Yakeen Hona Chahye
Sahare He Toh Be Sahara Karte Hain
----------•••---------
زندگی ہر جینے والے
کے پاس نہیں ہوتی
Zindagi Har Jeene Wale
Ke Pass Nahi Hoti
----------•••---------
زندہ رہنا چاہو تو موت قیامت ہے
اور مرنا چاہو تو زندگی قیامت ہے
Zinda Rehna Chaho To Moot Qayamat Hai
Aur Marna Chaho Toh Zindagi Qayamat Hai
----------•••---------فکر میں رہو گے تو خود گے
بے فکر رہوگے تو دنیا جلے گی
Fikar Main Raho Ge Toh Khud Jalo Ge
Be-Fikar Raho Ge Toh Dunya Jale Gi
----------•••---------
بے قدری تو ہونی تھی
ہم اس کو میسر جو تھے
Be-qadari Toh Honi Thi
Hum Us Ko Mayasar Jo The
----------•••---------
خواب جن کے اونچے اور مست ہوتے ہیں
امتحان بھی ان کے زبردست ہوتے ہیں
Khuwab Jin Ke Onche Aur Mast Hote Hain
Imtihan Bhi Un Ke Zabardast Hote Hain
----------•••---------جس نے سکھ میں شکر ادا کیا
اس نے دکھ میں رب کو بہت قریب پایا
Jis Ne Sukh Main Shukar Ada Kiya
Us Ne Dukh Main Rabb Ko Bohat Qareeb Paya
----------•••---------سانپ سو سال بعد انسان بن جاتا ہے
اور انسان کو جب موقع ملتا ہے سانپ
بن جاتا ہے
Saanp So Saal Bad Insan Ban Jata Hai
Aur Insan Ko Jab Moka Milta Hai Saanp
Ban Jata Hai
----------•••---------
پوری دنیا میں صرف ایک ہی شخص ہے
جو
آپ کی زندگی کو بدل سکتا ہے
اور وہ آپ خود ہیں
Poori Dunya Main Sirf Aik He Sakhas Hai
Jo
Aap Ki Zindagi Ko Badal Sakta Hai
Aur Wo Aap Khud Hain
----------•••--------- کہنے والوں کا کچھ نہیں جاتا
سہنے والے کمال کرتے ہیں
Kehne Walon Ka Kuch Nahi Jata
Sehne Wale Kamal Karte Hain
----------•••---------
احسان کی خوبی یہ ہے کہ اسے جتایا نہ جائے
Ehsaan Ki Khubi Hai K Use Jataya Na Jaye
وقت گہرےسمندر میں گرا ہوا موتی ہے
جس کا دوبارہ ملنا نہ ممکن ہے۔
Waqt Ghery Samundar Main Girra Howa Moti Hai
Jis Ka Dobara Milna Na Mumkin Hai
----------•••---------
محبت تو اک احساس ہے
جس سے ہو جائے، بس وہی خاص ہے
Muhabat To Ek Ehsaas Hai
Jis Se Ho Jaye, Bas Wohi Khass Hai
----------•••---------
زندگی کی لڑائی اکیلے ہی لڑنی پڑتی ہے
لوگ صرف تسلی دیتے ہیں ساتھ نہیں
Zindagi Ki Larrai Akele He Larni Parti Hai
Log Sirf Tasali Dete Hain Sath Nahi
----------•••---------غصے کے وقت تھوڑا رک جائیں
اور غلطی کے وقت تھوڑا جھک جائیں
زندگی آسان ہو جائے گی
Guse Ke Waqt Thora Ruk Jayen
Aur Galti Ke Waqt Thora Jayen
Zindagi Assan Ho Jaye Gi
----------•••---------
زندگی محبت کے بغیر ایسی ہے جیسے
وہ پیڑ جس میں بھول ہوں نہ پھل
Zindagi Muhabat Ke Bagair Aisi Hai Jese
Wo Pairr Jis Main Phool Hon Na Phall
----------•••---------
کبھی زندگی ایک پل میں گزر جاتی ہے
کبھی زندگی کا ایک پل نہیں گزرتا
Kabhi Zindagi Aik Main Guzar Jati Hai
Kabhi Zindagi Ka Ek Nahi Guzarta
----------•••---------
مجھے لوگوں کو پڑھنا نہیں آتا
مگر ان پر اعتبار کر کے سبق
ضرور مل جاتا ہے
Mujhe Logon Ko Parhna Nahi Aata
Magr Un Par Aitbar Kar Ke Sabak
Zrur Mil Jata Hai
----------•••---------
جنھیں احساس ہی نا ہو
ان کے ساتھ
کیسے گلے، کیسے شکوے؟
Jinhe Ehsaas He Na Ho
Un Ke Sath
Kese Gille, Kese Shikwy ?
----------•••---------
غور کیا جب زندگی کے فلسفوں پر
بات مٹی سے شروع ہو کر مٹی میں جا ملی
Gorr Kiya Jab Zindagi Ke Falsafon Par
Baat Matti Se Shoro Ho Kar Matti Main Ja Mili
----------•••---------
آستنیوں کو جھاڑ کے دیکھو
آدھا زہر تو اپنوں کا نکلے گا
Aasteeno Ko Jhar Ke Dekho
Adha Zehar To Apno Ka Nikle Ga
----------•••---------عروج ملنے پر انسان خدا نہ بن جائے
اسی لیے خدا نے زوال رکھا ہے
Urooj Milne Par Insan Khuda Na Ban Jaye
Isi Liye Khuda Ne Zawal Rakha Hai
----------•••---------
انسان جب زندگی کے امتحانوں سے گزر کر پتھر
ہو جاتا ہے تا کوئی دل دکھا بھی دے تو برا نہیں لگتا
Insan Jab Zindagi Ke Imtihano Se Guzar Kar Pathar
Ho Jata Hai To Koi Dil Dukha Be De To Bura Nahi Lagta
----------•••---------
جو دل کے سچے ہوتے ہیں
وہ اکثر اکیلے ہوتے ہیں
Jo Dil Ke Sache Hote Hain
Wo Aksar Akele Hote Hain
-----------•••-----------ہم سب رہتے تو ایک ہی دنیا میں ہیں
!لیکن سب کی دنیا الگ الگ ہے
Hum Sab Rehte Toh Aik He Dunya Main Hain
Lekin Sab Ki Dunya Alag Alag Hai !
-----------•••-----------
0 Comments