Main nafrton ka jahan main rah kar

Main nafrton ka jahan main rah kar

Main nafrton ka jahan main rah kar

mein nafratoon ke jahan mein reh kar

judda Rahon ga to kya karoon ga?

yeh theek kehte ho be wafa hoon

wafa karoon ga, to kya karoon ga? 

bas aik to h‬ to reh gaya he

jahan sara to kho chuka hoon

tujhe bhi apni aana mein aa kar

khafa karoon ga, to kya karoon ga? 

hazaar sjday to kar chuka hoon

qaza tumhari mohabbaton mein

mein aabb dikhavay ka koi sajda

ada karvao ga, to kya karoon ga?

baghair pani bhi koi machhli

bhala kabhi reh saki he zindah? 

mein tujh ko kho kar, kisi ka ho kar

bta karoon ga, to kya karoon ga? 

" mohsin naqvi "

Post a Comment

0 Comments