Zindah Hain Magar Zeist Ka Ghar Dhoond Rahay Hain |
Zindah Hain Magar Zeist Ka Ghar Dhoond Rahay Hain
zindah hain magar zeist ka ghar dhoond rahay hain
gum gashta hai Sooraj to Qamar dhondh rahay hain .
le aayi tre Dur pay hamein bhook hamari
jo dekhe mohabbat se nazar dhondh rahay hain
kuch log yahan pyar ke jungle se guzar kar
khud shehar khurafaat mein ghar dhondh rahay hain
ho jaye kisi tor mukamal yeh ghazal bhi
shairoon mein tanawu ke Gohr dhondh rahay hain
jis simt se aeye they usi simt ko chal kar
aamaal guzashta ke samar dhondh rahay hain
jo seekhnay aeye they hunar shair o sukhan ke
shairoon mein wohi zair wazeer dhondh rahay hain
jo –apne hi atraaf mein gum rehtay hain Wishma
woh pyar mra shaam o sahar dhoon

0 Comments