Dil Mere Ikhtiyar Se Bahar Nikal Gaya |
Dil Mere Ikhtiyar Se Bahar Nikal Gaya
dil mere ikhtiyar se bahar nikal gaya
gham mere bardasht se bahar nikal gaya
pehlay to doston ke sath gham sambhal jata
magar gham to sambhalny se ab bahar nikal gaya
pehlay to un se doori, ki koi parwah nah thi
magar faasla to ab hadd se bahar nikal gaya
pehlay to aankhon se ansoo nikal jatay
magar rona to ab hadd se bahar nikal gaya
pehlay to un ki yaad ajati thi aksar
magar sochna to ab hadd se bahar nikal gaya
? abi tujhay chaah thi un ki, magar woh hi nahi آۓ
tera junoon to ab hadd se bahar nikal gaya

0 Comments